Ad Code

Responsive Advertisement

Koi Sahara Na Mila / Urdu Ghazal

Koi Sahara Na Mila
Urdu Ghazal
Un ke jesa to koi hum ko dubara na mila...
Hum bhonawar main hi rahe hum ko kinara na mila...

Dar gae jab bhi wehshat-e-halat se hum...
Manana chaha tha magar koi sahara na mila...

Chandni raat main taroun ke aasmaa pe hamain...
Un ki aankho ki tarah koi sitara na mila...

Raat bhar kyun un ki hansi un hi haya yaad aai...
Jin ki bahoun main zaid ko sahara na mila...

Post a Comment

0 Comments

Ad Code

Responsive Advertisement