Sad Poetry Thourhi si khuddaari bhi tou laazmi thi… Uss ney haath choorhaya mein ney choar diya
Sad Poetry Baat hoti tou hal nikal aata… Baat karna hi masla tha magar
Lovely Poetry Guftagoo kar ke talkh lehjay main … Dil main khanjar utaar deta hai
Sad Pietry Mein bhikaari hi bann jaonga teri khaatir … Koi daalay tou sahi meri jhouli main tujhe
Lovely Poetry Thourhi fursat nikaal hi laina … Hum ney kabb roaz roaz marna hai
Lovely Poetry Khayaal o khuwaab sey chal kar shaoor takk pohanchay… teri talaash main hum door door takk pohanchay
Lovely Poetry Hai tabassum hamaaray labb par abhi bhi Hum kahan zindagi sey haaray hain..
Lovely Poetry Dukh ghair da paagal nahi lagdaa… Dukh yaar daivay taan dukh lagday
Lovely Poetry Koi din aur ke ho jaeingay fasaana hum hamaari yaad sataaye gi tumko tabb meri jaan
Lovely Poetry Kabhi humko bhi muyassar ho roothna unn sey Kabhi hamaaray dil main bhi yeh hounsla aaye
Lovely Poetry Woh jiss main tum ney kabhi loat kar nahi aana … Bikhar raha hai wohi khuwaab meri aankhoun main
Lovely Poetry Uss ki nigaah badalnay sey pehlay ki baat hai… Mein aasmaan par tha sitaaray zameen par......
Lovely Poetry Na jaanay kis liye umeedvaar baitha hoon?? Aik aisi raah par jo teri rehguzar bhi nahi
Lovely Poetry Aisa koi tou aaya hai teri zindagi main… Jo tujhe meri yaad ka moaqa bhi nahi daita....
Lovely Poetry Thaam lou haath iss sey pehlay ke… Tumharay hount par kaash reh jaaye..
Lovely Poetry Tum ney daikhi hai woh jabeen woh rukhsaar woh hount… Zindagi jin ke tasawwur main loota di hum ney......
Lovely Poetry Tumhari khuwahish par umar bhar ki judaiyaan bhi qubool karloon… Magar batao baghair merey jo na reh paaye tou kya karo gay........
Lovely Poetry Dil sey nikaal sako tou maanon .. Choarh jaana tou koi kamaal nahi…
Lovely Poetry Laakh kaata hai teri yaad ko jarh sey mein ney… Kya karoon? phir yeh shajar mujh main nikal aata hai
Lovely Poetry Woh shakhs mar gaya jo kisi ke dil main na raha..!!! Aadmi kabb marta hai? jabb dil sey utar jaata hai.. Zinda kabb hota hai? jabb …