Sad Poetry Thourhi si khuddaari bhi tou laazmi thi… Uss ney haath choorhaya mein ney choar diya
Sad Poetry Baat hoti tou hal nikal aata… Baat karna hi masla tha magar
Lovely Poetry Guftagoo kar ke talkh lehjay main … Dil main khanjar utaar deta hai
Lovely Poetry Maloom bhi hai unhay zaroorat hi nahi Saagar.. Unn ke saath rehtay hain shayad koi kaam aajaein
Lovely Poetry Tum thakk tou nahi jaao gay intizaar main tabb takk?? Mein maang ke aaon khudaa sey tumko jabb takk
Lovely Poetry Phir yuun huwa ke raasta yakja nahi raha … Woh bhi anaa parast tha mein bhi anaa parast
Lovely Poetry Khaai thi qasam unn sey na bolaingay dil Jabb wo saamnay aaye tou hountoun par salaam agaya
Lovely Poetry Seenay sey laga kar sunn woh dharkan Jo tum sey milnay ke intizaar main hain
Romantic Poetry Zindagi veeraan thi Chaah na thi jeenay ki… Daikha ussay tou mujhe bahaana milla jeenay ka…
Urdu Poetry Daikhiye iss par kya ugta hai… Terey khatt dafnaa aaya hoon
Sad Pietry Mein bhikaari hi bann jaonga teri khaatir … Koi daalay tou sahi meri jhouli main tujhe
Lovely Poetry Tera hansna bhi kya museebat hai … Mein koi baat karnay aaya tha
Lovely Poetry Phir merey haathoun sey aik aik kar ke urh gaein… Terey waadoun aur teri qasmoun ki saari tittliyaan
Lovely Poetry Akailay hum hi nahi shaamil iss jurm-e-mohabbat main… Nazrain jabb bhi miltin thi, muskuraaya tum bhi kartay thay
Lovely Poetry Thourhi fursat nikaal hi laina … Hum ney kabb roaz roaz marna hai
Lovely Poetry Khayaal o khuwaab sey chal kar shaoor takk pohanchay… teri talaash main hum door door takk pohanchay
Lovely Poetry Hai tabassum hamaaray labb par abhi bhi Hum kahan zindagi sey haaray hain..
Lovely Poetry Dukh ghair da paagal nahi lagdaa… Dukh yaar daivay taan dukh lagday
Lovely Poetry Koi din aur ke ho jaeingay fasaana hum hamaari yaad sataaye gi tumko tabb meri jaan
Lovely Poetry Kabhi humko bhi muyassar ho roothna unn sey Kabhi hamaaray dil main bhi yeh hounsla aaye