Sad Poetry Thourhi si khuddaari bhi tou laazmi thi… Uss ney haath choorhaya mein ney choar diya
Sad Poetry Baat hoti tou hal nikal aata… Baat karna hi masla tha magar
Lovely Poetry Maloom bhi hai unhay zaroorat hi nahi Saagar.. Unn ke saath rehtay hain shayad koi kaam aajaein
Lovely Poetry Phir yuun huwa ke raasta yakja nahi raha … Woh bhi anaa parast tha mein bhi anaa parast
Lovely Poetry Tera hansna bhi kya museebat hai … Mein koi baat karnay aaya tha
Lovely Poetry Akailay hum hi nahi shaamil iss jurm-e-mohabbat main… Nazrain jabb bhi miltin thi, muskuraaya tum bhi kartay thay
Lovely Poetry Dil ko karachi samajh rakha hai kiya? Aaatay ho ghoom phir ke chalay jaatay ho
Lovely Poetry Rakh lo dil main sambhaal kar thourhi si yaad meri… Reh jaao gay jabb tanha tou kaam aaeingay hum...
Lovely Poetry Uss ke jhumkoun ke saath dil mera… Jaanay kyun daaein baaein hilta hai....
Lovely Poetry Insaan ka dil , insaan ka zarrf Aur chaye ka cup hamaisha barha hona chaiye
Lovely Poetry Tujh par chaahatoun ki intihaa ki thi mein ney .. Bata tujhe kisi aur ka honay ki zaroorat kya thi....
Lovely Poetry Uss ki nigaah badalnay sey pehlay ki baat hai… Mein aasmaan par tha sitaaray zameen par......
Lovely Poetry Bahaarain saari auroun main baant doonga magar … Jo tujh ko choolay woh hawaein meri hain....
Lovely Poetry Na jaanay kis liye umeedvaar baitha hoon?? Aik aisi raah par jo teri rehguzar bhi nahi
Lovely Poetry Door reh kar bhi jo samaaya hai meri rooh main..... Paas waloun par woh shakhs kitna asar rakhta hoga....
Lovely Poetry Aadat ussay bhi hogai rounay ki besabab.. Mera sa hogaya hai merey ghumkhuwaar ka mizaaj…
Lovely Poetry Aisa koi tou aaya hai teri zindagi main… Jo tujhe meri yaad ka moaqa bhi nahi daita....
Lovely Poetry Kamliyaa yakeen karna seekh .. Shak taan saari duniya kardi aey....
Lovely Poetry Woh mujhe daikhnay qareeb aaya hai… Yeh dhund saaray mahino main kyun nahi parhti....
Lovely Poetry Thaam lou haath iss sey pehlay ke… Tumharay hount par kaash reh jaaye..