Lovely Poetry Phir merey haathoun sey aik aik kar ke urh gaein… Terey waadoun aur teri qasmoun ki saari tittliyaan
Lovely Poetry Hamaisha ke liye apnay paas rakh lou na mujhe … Koi poochay tou keh daina dil hai maira..
Lovely Poetry Jabb koi muntazir na ho tou… Raabtay achey nahi lagtay…!!
Lovely Poetry Dard ka kehna cheekh uthoo dil ka takaaza wazah nibhai…. Sabb kuch sehna chup chup rehna kaam hai izzat daaroun ka...
Lovely Poetry Aaina dekh kar tasalli hui... hum ko iss ghar mein jaanta he koi...
Lovely Poetry Apni apni anaa ke qaidi they warna… Hamaarey beech koi doosra na tha…
Sad Poetry Ittni shiddat ki baghaavat hai merey jazboun main… Mein kisi roaz mohabbat se mukar jaonga...
Lovely Poetry Jissay paaya nahi abhi takk … Ussey khoune se darta hoon…
Lovely Poetry Mein aakhir konsa moasam tumhaare naam kar daita… Yahan har aik moasam ko guzar jaane ki jaldi thi...
Sad Poetry Kabhi tourh daina kabhi choarh daina…. Yeh mera dil hai saahib karaae ka makaan nahi...
Lovely Poetry Peechay hat’ta hoon tou duniya nahi jeenay deti… Aagay barhta hoon tou banti nahi taqdeer ke saath...
Lovely Poetry Kabhi aaega usse hamaara khayaal... shaayad Yeh bhi hamara khayaal he...
Sad Poetry Wo mujhe kehta hai badal gae ho tum…… Rang toote huwe patton ka aksar badal jaata hai...
Sad Poetry Me souchti hoon ke mujh main kammi thi kiss shay ki Ke sbb ka hoo ke raha wo,bss aik mera na huwa...
Lovely Poetry Teri yaadon ki barish barasti he mujh par jab bhi... mein bheeg zaroor jaati hoon magar palkon ki hadd tak...
Sad Poetry Yaadon ka aik jhounka aaya hum se milne barsoun baad… Pehle itna roue nahi the jitna roue barson baad
Sad Poetry Shikway aankhoun se gir parhay warna… Lafzz hontoun se kabb kaha mein ne..
Sad Poetry Na tera haal takk poochain na tere dard ko jaanain… Yehi hain wo loag ae dil jinhain tu yaar kehta hai...
Lovely Poetry Qabroun main nahi humko kitaaboun main utaaro.. Hum loag mohabbat ki kahaani main marray hain...
Lovely Poetry Tum meri zindagi ka haasil ho Loag kehte hein khaali haath mjhe