Urdu Sad Poetry Mein tou kehta tha merey saath shanaasai na kar… Mein jo bichrha tou teri jaan par bann jaae gi…
Romantic Urdu Poetry Sou mein ne baat badal di gallay laga ke ussey… Durust shakhs ghalat baat par arha huwa tha..
Romantic Poetry Samjhta hi nahi he, wo dil ki baaton ko wo Mera mehboob bhi haye…kitna saada he
Urdu Poetry Mere sarr ki qasam na khaaya karo... Iss main pehle hi dard rehta he...
Urdu Poetry Kis tarah aaega qaraar mujhe… Uss ne daikha hai baar baar mujhe..
Urdu Poetry Woh Log Hon Gey Aur JinhY TerY Deedar Ki Ho Hasrat .. Chaha Hai TujY Bepnah O Jana Tera Deedar Kiye Baghair ..
Romantic Poetry Tumhaari mast aankhoun ka tasawwur… Meri touba se takraane laga hai..
Urdu Poetry Phir neendh se jaag kar idhar udhar dhoondta hoon tumhain… Kyun ke khuwaab main itne qareeb chale aate ho tum...
Urdu Poetry Yeh zamaana jal jaaega kisi shoule ki tarah… Jabb mere haath ki ungli main hogi tere naam ki angoothi...
Urdu Poetry Duniya ki tallb nahi magar yeh hasrat hai hamaari… Apni baanhoun main lou duniya se bekhabar kardo
Urdu Poetry Wo bhi chahta tha yahan mustakil qayaam… Mein ne bhi usse dil se nikalne nahi diya...
Urdu Poetry Suno......!!! Itna Naa Tarpaao Ki Koi Gunaah Kar Lun Ae Jaaan......,,, Phir Naa Kehena Ki Kyun Barbaad Kiya Khud Ko Meri "MOHOBB…
you are my love. I feel you in my heart. You are my world I just can't leave apart, Bcuz you're my heart and you're my soul If you'r…
Urdu Poetry Mein ne jabb yaad kiya yaad wo aaya mohsin… Iss se ziyaada usse paaband wafaa kiya rakhna...
Urdu Poetry Mohabbat jeet jae gi agar tum maan jao tou… Mere dil main tumhi ho yeh aakhir jaan jao tum...
Urdu Poetry Hamaari zindagi main , tere siwaa... Teri qasam koi kammi nahi hai…
Urdu Poetry Barha souch samajh ke safar-e-mohabbat par nikle hain…. Tera haath choarh dainge yeh gumaan nikaal do...
Urdu Poetry Baat aik zara si kehta hoon… Tu na ho tou udaas rehta hoon …
Urdu Poetry Chalo Ke Aaj Bachpan Ka Koi Khail Khailain Khabeeb,.. Bari Muddat Hui Be Wajha Hans Kar Nahi Dekha..
Urdu Poetry Tujh se milla nahi hoon magar chahta hoon... Tu hamsafar ho aur kahin ka safar na ho…