![]() |
Lovely Poetry |
urr jayen gay tasvir k rango ki tarhan hain
hum wakt ki tehni par prindo ki tarhan hain
tum sahil par kharay huway phoolon ki tarha ho
hum rait pe likhay huway harfon ki tarhan hain
tum aaj b aayenda zamanon ki jhalak ho
hum aaj b guzray huway lamhon ki tarhan hain
tanhai k yakh lamhoon may aayen gey tere kaam
asuaar mere sardi me shaalon ki tarhan hain
ek umr tarasty hain kisi aik khushi ko
hum log b banjar c zameeno ki tarhan hain
duniya k liya kuch b sahi tere liye hum
mukhlis kisi maa ki duaon ki tarhan hain
tarikh ki nazron me hum ek umr say mohsin

0 Comments